Friday, February 3, 2017

#Ghazal

nahin khabar mere humsafar,ye raaste le jaayen kahan
abhi jo saath hain chal rahe,shaam ko theher jaayen kahan..
aa yun hi saath chal ke, zindagi guzar len
kal jo bichad gaye hum, phir mile jaane kahan..
ye jo ishq hai ajeeb hai, milwa de khuda se bhi
aur jo akela kar de ye, phir na jaane le jaaye kahan..
na paa saka tujhe ahmad magar,
juda kar de hamein, aisa koi insaan kahan..


XoXo

Nashee

No comments:

Post a Comment