Thursday, May 3, 2018

Mai hun..Aur mai hun!!

ruki si hai zindagi..gumsum si shaam hai..
yaadein hi yaadein hain..bina neend ki raaten hain..
kabhi beinteha hansi hai, to kabhi annkho mein paani hai..
kabhi koi awaaz chaunka jati hai..to kabhi khamoshi uljhan ban jati hai..
mohabbato ka daur tha..ab nahin raha ahmad

bas chubhta hua dard hai..mai hun..aur mai hun.!

#NasheesDiaries

No comments:

Post a Comment