Monday, April 25, 2016

Poem 2

Mai hu mausam, badalna hai fitral meri..
Mana ki abr ki chaon mein hai qismat meri..
Sooraj hu mai, aaj nahin to kal..
Arsh-o-farsh pe chamkegi roshni meri..
Mere afsaane ka anjaam abh baqi hai ahmad..
Abhi to aaghaz pe hai kahani meri.

No comments:

Post a Comment